2010-2019
Girjaghar Auditing Vibhaag Suchna, 2014
April 2015


Girjaghar Auditing Vibhaag Suchna, 2014

Ishu Maseeh ka Girjaghar Antim-dinon ke Santon ka ke Pratham Adhyakshta ke liye

Priye Bhaaiyon: Jaise praktikaran dwara nirdeshit kiya gaya hai Doctrine aur Covenants ke bhaag 120 mein, Daswa Hissa ka Batware ka Parishad—jismein Pratham Adhyakshta shaamil hai, Barah Devduton ke Parishad, aur Bishopric ki Adhyakshta—Girjaghar ka dhan ke kharch ka adhikaar deta hai. Girjaghar vibhaag dhan ka kharch swikriti di hui bajatein, nitiyon aur kaaryevidhiyon ke anusaar hota hai.

Girjaghar Auditing Vibhaag, jismein pramaanit peshewar aur woh Girjaghar ke anye vibhaagon se swatantra shaamil hai, ke paas zimmedaari hai audit karne ka taaki woh paryaapt jaankaari dein sake praapt yogdaan par, kiye gaye kharch, aur Girjaghar sampatiyon ke suraksha par.

Jo audit hua uspar adhaarit, Girjaghar Auditing Vibhaag ka yeh vichaar hai ki, sabhi saamaanon ko lekar, praapt hue yogdaan, kiye gaye kharch, aur Girjaghar ke sampatiyaan 2014 varsh ke darj aur istemaal kiye gaye hai niyamit Girjaghar bajaton, nitiyon, aur kaaryevidhiyon ke anusaar kiya gaya hai. Girjaghar apne sadasyon ko sikhlaaye gaye riwaaj par chalta hai bajat mein ji kar, karza se bach kar, aur zaroorat ke samay ke liye bachat karke.

Shriddha purwak pesh kiya gaya,

Girjaghar Auditing Vibhaag

Kevin R. Jergensen

Prabandh Nirdeshak