Kaise Dekhna Hai


LDS Midia Pleyar(Vidio)

LDS Midia Pleyar ke saath vidio saamagri dekhne ke liye pranali(system) ki avashyaktaaen kya hai?

Aap apne camputar par diye gaye Intarnet brausar aur Flash ke sanskarno(versions) mein se ek instol karein.

Vivran: Agar tumhara flash cresh hota rahe, kripya flash haadweyar ke acceleration ko rokein. Isse cresh hona band ho jaana chahiye aur vidio pleybek jaari ho jaaega. Kripya yeh kaise karna haipar nirdesh dekhein.

 

Windows PC

Mac

Brausar

  • Chrome
  • Firefox 3.0.1 ya usse upar
  • Internet Explorer 6 SP1
  • Internet Explorer 7
  • Internet Explorer 8
  • Safari 3.2.2 ya usse upar
  • Safari 4 ya usse upar
  • Chrome
  • Firefox 3.0.1 ya usse upar
  • Safari 3.2.1 ya usse upar
  • Safari 4 ya usse upar

 

 

Flash

  • Flash Pleyar 10
  • Flash Pleyar 10

Vivran: Flash ke version 10.1.85.3 mein jaane maane samasyaaen hai. Agar aap LDS Midia Pleyar ke saath vidio samaagri dekhne mein pareshaani ka anubhav kar rahe ho to kripya Flash ke naveentam version ko upgred karein.

Humne iOS 4.3x mein bhi ek kami dekhi hai. Pley batan dabaane ke baad, kripya kuch seconds tak intazaar karein jab tak woh load na ho jaae aur phir woh pley ho jaayega. Jab woh load ho raha hai, kripya beech ka pley batan ya woh jo kone mein dikhega ko phirse na dabaae. Yeh sirf 4.3x ke saath hota hai.


Kyun vidio kabhi kabhi haklaana ya pleybek ke daoraan rukne lagta hai?

Vidio shaayad hakla sakta ya ruk sakta hai pleybek ke daoraan agar aapka Intarnet conecshan paryaat tez nahin ya agar aapke kamputar ka prosesar asaamaanye rup se dhimi hai ya RAM(memory) chota hai.Yahan tak ki brodbend conecshan par, Intarnet ka zyaada istemaal ya bheed bhi pleybek ko disconect ya dohraaya bafring utpann kar sakte hai.

Kaise main ek khaas vidio ke link ko sheyar kar sakta hoon?

Sheyad Vidio ya Get Link saadhan chune rollover menu batanon mein se pleyar par. Tum link ko copy aur pest kar sakte ho ek e-mail sandesh ya web-panne par.

“Get Code” kya karta hai?

Get Code saadhan tumhe HTML embed code ko ek pleyar ke liye copy karne deta hai aur use tumhare web panne par copy aur pest karne deta hai. Tum is saadhan ka prayog kar sakte ho LDS Midia Pleyar ko apne web panne ka bhaag banane mein.

LDS Midia Pleyar mein ek chetaoni dikh rahi hai yeh kehte huwe ki mujhe apne Flash Pleyar ko upgred karna hai. Kaise main upgred karun?

Midia Pleyar par ek sandesh dikhlaaega jo is tarah dikhega:

Tum sandesh par click kar sakte ho Adobe se Flash Pleyar ke naye version ko paane ke liye.

LDS Midia Pleyar theek se pradarshan nahin kar raha hai ya galat vidio pradarshit kar raha hai. Mai kaise yeh sudhaar sakta hoon?

Tumhara web brausar shaayad keched(saved) (ya puraane) jaankaari de raha hai. Apne braosar ke kech ko hatane ke liye aur apne vartamaan ke panne ke naye version ko dekhne ke liye, click kareinCTRL + F5 Windows ke liye ya COMMAND + SHIFT + R Mac ke liye.

Windows Midia Pleyar (Vidio ya Sirf Audio)

LDS.org Windows Media Pleyar ka istemaal karta hai Microsoft se vidio aur audio dikhaane ke liye. Vidio ya audio ko dekhne ya sunne ke liye, tumhare kamputar mein Windows Media Pleyar install hona chahiye agar tumne abhi tak aysa nahin kiya hai.

Yeh jaanchne ke liye ki tumhare kamputar mein Windows Midia Pleyar hai ya nahin, click karein Windows Media Player testpar. Agar ek chota window upar aata hai aur tumhe kuch sunaai deta hai, tab tumhare paas pleyar hai. Agar tumhara brausar dikhaata hai ki tumhare paas upyukt plug-in ya helper application nahin hai, tab tum Windows Media Player muft mein download kar sakte ho.