Pleyar ki Suvidhaaen


vidio pleyar ki suvidhaaen

  1. Vidio ki jaankaari
    Chalne waale vidio ke baare mein jaankaari deta hai.
  2. Sheyar
    Tumhe vidio ko sheyar karne ka mauka deta hai uske link ko copy karke aur use email ya IM(instant messaging) dwara baantne se. Tum use Facebook ya Twitter se bhi sheyar kar sakte ho.
  3. Link
    Iske dwara tum web link ko copy aur sheyar kar sakte ho.
  4. Embed
    Iske dwara tum pleyar ke embed code ko copy kar sakte ho aur pleyar ko ek web site ya blog se jod sakte ho.
  5. Pley/Paus batan
  6. Navigator
    Navigator tumhe vidio ka time code dikhata hai aur tumhe mauka deta hai vidio ke alag alag binduwon par jaane ka use aage piche karne se.
  7. Live DVR Button
    Live vidio dekhte samay tum ek pichle sthaan mein jaa sakte ho ya paus batan daba sakte ho, live batan tab dhundhla ho jaaega. Live batan ko phir se dabaane se vidio phir live ho jaaega aur batan ka rang hara rahega jab live vidio dikhega. (Jab maang karne oar vidio dekh rahe hai, live batan dhundhla hoga aur tum vidio ke kisi bhi sthaan mein jaa sakte ho).
  8. Closed Captioning
    Is batan ko dabaae subtitle ko dekhne ke liye. Ek iOS upkaran par subtitle ko dekhne ke liye in updeshon ka paalan karein:

    • “Settings” par click karein
    • “Videos” par click karein
    • “Close Captioning” ko “On” karein
  9. Full Screen
    Is batan par click karein vidio ko bade screen mein dekhne ke liye.

  10. Volume
    Is batan par click karein awaaz ko jor aur dhimi karne ke liye.