2010-2019
Purohiti Shakti ki Keemat
April 2016


Purohiti Shakti ki Keemat

Kya aap prarthna, upwaas karna, shikshan, dhoodhne mein, bhakti karne mein, aur jaise Parmeshwaar ki manushye sewa karein taki hum sab ko ussi tarah ki purohiti shakti mile?

Che mahine pahale October 2015 ki maha sabha mein, mainne Girjaghar ki bahanon se baate ki unki Parmeshwar ki naari hone ke divya kartavya par. Ab meri iccha hai tum bhaaiyon se baate karne ki tumhare Parmeshwar ke purush hone ke divya kartavya par. Jab main duniya ki yaatra kar raha tha, main is Girjaghar ke purush aur ladko ki shakti aur pavitra ki achchai se achambhith hoon. Jin hirday ko aapne changa kiya hai unhe ginne ka koi rasta nahi hai. Dhanyevaad!

Mere pichle sabha ki sandesh mein, mainne kai apne kai saal pahale ki anubhav ko batlaya tha jo ek dil ki sarjan ki naate se, main do choti bahanon ko nahi bacha saka tha. Unke pita ke aagya se, main ussi parivaar ke bare mein aur batlana chahata hoon.

Ruth aur Jimmy Hatfield ke theeno bacche paydaish dil ki bimaari se janme the. Unke pehle bete, Jimmy Jr.ki mrityu binna parinishchayak nidan se ho gayi. Main isme tab shamil hua jab maata-pita donon beti Laural Ann, aur uski choti bahan, Gay Lynn ke liye madad maange. Shaalay chikitsa(operation) ke baad donon ladkiya ki mritiyu hui, mera dil tut gaya. 1Samajhdaari se, Ruth aur Jimmy aatmik kamzor ho gaye.

Aadhik samay tak, mainne yeh jaana ki weh mujhee aur Girjaghar se nirantar naakushi the. Laghbhaag che dahaai(decades) mein, mujhe is samasya par pretvaadhit (haunted) hota tha, Hatfields ke liye kalpaana tha. Mainne kai samay par koshish ki unse milne mein, par binna kamyaabi se.

Phir, pichle May ek raat mein, mujhe prabuddh hua(awakened) us donon ladkiyon se jo dusri taraf ke veil par hai. Bhaale hi mainne unko apni sharirik indriya se nahi sunaa ya dekha, mujhe unki mauzudaagi(presence) mehsoos hui. Aatmik se, maine unki hetuvaad(pleadings) ko sunna. Unki sandesh choti aur saaf thi: “Bhaai Nelson, hum kisi se bhaandhan nahi hai! Kya aap humari madad karege?” Baad mein, mainne yeh jaana ki unke maa guzar gayi, magar unke pita aur chote bhaai jeevit the.

Laural Ann aur Gay Lynn ki prerit hetuvaad se, maine unke pita se milne ki koshish ki, jo baad mein mujhe paata laga ki woh apne bete Shawn ke saath rehta tha. Is samay weh mujhe milna chahata tha.

June mein, main Jimmy, jo ab 88 varsh ka hai, par puri tarah se ghutne tek kar unke saamne, aur unke saath dil se dil baate ki. Mainne uski betiyon ki hetuvaad ko batlayi aur unse kaha ki mujhe aadharniye hai ki main unke parivaar ki bhandhaana ki dharam vidhi ko kriyaanvit karoon. Maine unhe samjhaya ki samay aur prayaas lagega unke aur Shawn ki hissa ki tayyaari mein aur yogye hona mandir jaane mein, kyonki woh donon ki endowment nahi hui thi.

Prabhu ki Aatma zor se mehsoos kiya gaya tha sabha ke dauraan.Aur jab Jimmy aur Shawn ne mere peshkash ko swikaar kiya, main ulsit hua! Woh apne stake pradhaan, bishop, gharelu shikshak, aur ward mission neta, ke saath saath jawaan prachaarak aur ek uccha vyakti prachaarak jhodha ke saath saodhaan se kaam kiye. Aur baad mein, kafi samay pehle, Payson Utah Mandir mein, mujhe atir ghambir vishesh laabh hui Ruth ko Jimmy se bhaandhan kiya tha aur unke chaar bachchon ki unse. Wendy aur main ansu giraye jab hum ne us sundar anubhav par hissa liya. Us din kai dilien theek hui!

Tasveer
Elder aur Sister Nelson Mandir mei Hatfield parivaar ke saath

Jab main us anubhav ko sochta hoon, main Jimmy aur Shawn se achamba hoon ki woh kya karne ke liye tayaar the. Woh mere liye hero ban gaye. Agar main apne dil ki iccha ko le sakte hai, woh hoga jo har ek Girjaghar ki purush aur jawaan purush himmat, shakti, aur vinamrata ko pradarshit karein jaise is pita aur bete ne kiya. Woh saharsh prastut se maaf karna chahata tha aur purane dard aur aadat ko chodna chahata tha. Woh saharsh prastut se apne purohiti netaaon ko swikaar aur aagya karein taaki Ishu Maseeh ki Praeschit karne se unko pavitra aur sampurn karein. Har ek woh purush banna chahata hai jo purohiti ki yogye rehta ho “Prabhu ki pavitra vyavastha ke anusaar.” 2

Shahane ka matlab bhari vastu ko sambhalna hai. Woh ek pavitra vishwaas hai purohiti ko rakhne waale, jo mahan shakti hai aur Parmeshwaar ki adhikari hai. Yeh sochiye: jo purohiti hum par pradan kiya gaya hai wahi shakti aur adikaar se Parmeshwaar ne isse aur agaanit duniya ko banaya hai jo, swarg aur dharti ko prabhavit karta hai, aur Unki aagyakari bachchon ko padonnata(exalts) karta hai3

Haal mein, main aur Wendy ek sabha mein tha jaha organ bhaajane waale santulit tha aur tayyaar tha shuruaat gaane ko bhajaye. Uski ankho geet mein tha, uski ungliyon organ mein. Woh organ ki khunjiyaan ko dabane laage, par waha awaaz nahi aaye. Mainne Wendy se fusfusaya, “Uske paas shakti nahi hai.” Mainne socha ki kuch elektrikal paripat ne kiya hoga us organ par.

Bhaaiyon, wahi tarike mein, mujhe dar hai ki waha kai purush hai jisko purohiti ki adhikar ko diya gaya hai magar purohiti ki shakti ki kami hai kyunki adhikari ke pravahit se kai paap jaise kamchori, beimaani, ghamand, burai, ya duniya ke cheeze par chintit hai se tahraya gaya hai.

Mujhe dar hai ki waha par kai purohiti rakhnewaale hai jinhone kum kiya hai ya kuch bhi nahi kya hai apne yogyata ko vikas karne mein swarg ke shakti ko pravesh karne mein. Main un sab ke liye chintit hoon jo apni soch mein apavitra hai, bhaavnaa, ya chaal-chalan, ya apne patniyon ya bachcho par pad mein niche kartein hai, aur is tarah purohiti takat ko jho dete hain.

Mujhe dar hai ki kai hai jinhone udaasi se apne shaakha ko har maante hue us virodhi ko de diya hai apne vyavhaar se yah kahate hue, “Main udhaarkarta ke dusro ko ashis dene waali takat se zyada apne iccha ko santosh karna zaroori samajhta hoon.”

Bhaiyon, mujhe dar hai ki humare beech kuch aise hain jo ek din jaagenge aur ahesaas karnege ki purohiti kitakat kya hai aur afsos karenge ki unhone zyada waqt dusro ke upaar adhikaar paane yah kaam par taqat paane me bita diyta hai naki Parmeshwar ki taqat ko puri tarah istamaal karne mein.4 Pradhaan George Albert Smith ne sikhlaya “hum yaha par is jeevan mein apni samay gavaane nahi karne aaye aur phir unnat ki graha mein jaa sakein; lekin hum yaha par khudh hi pratibandh karte din par din us dhanaatmak(positions) ko jo hamare Pita ne humse maranshil jeevan ke baad paane ki umeed ki hai.”5

Kyon koi purush apni dinon ko barbaad karega aur Esau ki maas ke rasi ka 6jab usko supurda hua tha ki sabhi Abraham ki ashirvaad ko paane ka?7

Main avilabh se har ek ko nivedan karta hoon ki hamare mauke par laayak rahe jaise ek purohiti rakhnewaala. Anewaale din mein, 6irf woh purush jo apne purohiti ko ghambirta se leta hai, saadhaani se Prabhu Khudh hi se shikshan ko taalash karein, jo aashish de sake, margdarshan, raksha, taqat,karna, aur dusro ko changa kar sake. Sirf woh purush jisne purohiti taqat ka mulya diya hai.

Aisi taqat pane ki keemat kya hai? Uddhaarkarta ke ucch vyakti Devdut, Peter-wahi Peter jinhone James aur John ke saath Melchizedek Purohiti ko padvi pradaan Joseph Smith aur Oliver Cowdery diya tha8—vishich lachan ko goshit karein jo hum ko “taaki inke dwara tum us divya sthithi ko pa sako.”9

Tasveer
Peter, James, aur John Melchizedek Purohiti pradaan karte hue.

Usne vishwaas par, sadgun, samajh, sanyam, dheeraj, bhakti, bhaaichaare ki preeti, dayalu, aur parishrami ko naam kiya10 Aur vinamrata ko mat bhoolye!11 Tab main puchna chahata hoon, ki kaise hamare parivaar ke sadasye, doston, aur saath kam karne waale kahenge ki tum aur main is ko sudhar karte hai ise aur aatmik taufe ko bhi?12Jitna zyada hum in guno ko vikasith karenge humara purohiti taqat uthna hi zyada hoga.

Hum kaise apni shakti jo purohiti mein hai ko bada karein? Hamein apne dil se prarthna karni chahiye. Vineet bhaav se pichle aur ghatit hone waale gatividhi ke bare mein baate karte hai, samapt karte hai kai ashirvaadon ki awedaan ko, jo sthapit karta hai jisse dhaarmik samaagam praapt hota hai Parmeshwaar ke saath jo ant tak shakti ko laate hai. Kya aap prarthna kar sakte haiki prarthna ko kaise kar sakte haiaur shakti ke liye? Prabhu tumko sikhlaega.

Kya aap dharamshastra ko padhne aur Maseeh ke shabd par amal karne ke liye tayaar hain13—ghambhirtapurvak se sikhte hai shakti paane ke liye? Agar aap apni patni ko khush karna chahate hai, ki woh dekhe ki aap Internet mein Maseeh ki siddhanton ko sikhte hai14 ya apne dhamshaatra ko padhte hai!

Kya aap niyamith rup se mandir mein bhakti karne ke liye tayaar hain? Prabhu Apne khudh hi shikshan Apne pavitra ghar mein karna mein pasand karte hai. Sochiye ki Weh kitna khush hoge agar aap Unse puchenge ki aapko purohiti kunjiyaan, adhikari, aur shakti se madad karenge jaise ki aap Melchizedek Purohiti ki dharam vidhi ko anubhav karein mandir mein.15Sochiye purohiti shakti mein badhanti jo tumhari ho sakti hai.

Kya aap Pradhaan Thomas S. Monson ki dusre ko sewa karne ki uddharan par chalne ke liye tayaar hain? Dahaai mein usne lambe raaste liya tha ghar pahuchne mein, Aatmik ki -tatkaal par palaan karne mein jo dusre ki darvaaze ki sidi par aate hai aur who shabd ko sunnte hai jaise, Äap kaise jaan paye ki aaj hamare beti ki mritiyu ki vashiki(anniversary) hai?” yah “Aap kaise jaan paye ki mera janm din hai?” Aur,agar aap sachmuch aur purohiti shakti ko chahate hai, aap apni patni ko dulaar karenge aur dekhbhaal karenge, unko aur unki salaah ko sanmilit bhi karenge.

Ab, agar yeh sab adhik lagte hai, kripa se dyaan karein ki kitna fark hoga hamare sanband rishtedaari ko apne patni se, bachcho se, aur kam ke saathiyon se agar hum chintit hai purohiti shakti ko abhilabh karne ke liye jaise ki hum kam mein aage badne ya hamare bank account mein samtol paise ko badhane me dhyaan dete hai. Agar hum vinamrata se apne aap ko Prabhu par saamne karenge aur humko shikshan dene se Unse puche, Woh humko dekhaega ki hum kaise apni aagmann ki badhanti karenge Unki shakti par.

Is antim-dinon mein, hum jaante hai ki bhukamb hoga vividatapurn jagah par,16 Shayaad us vividatapurn jagah par hamare khudh ka ghar ho, jaha par gambheer, maalguzaari, ya aatmik “bhukamb” ho sakta hai. Purohiti shakti samundar ki lahar prashaant mandal kar sakti hai aur dharti par tut-fut ko prashaant mandal kar sakti hai Purohiti shakti mann ko bhi prashaant mandal kar sakti hai aur dilon ke tut-fut ko prashaant mandal kar sakti hai jinse hum prem karte hain.

Kya aap prarthna, upwaas karna, shikshan, dhoodhne mein, bhakti karne mein, aur jaise Parmeshwaar ki manushye sewa karein taki hum sab ko ussi tarah ki purohiti shakti mile? Jaise do choti ladkiya utsukh thi apne parivaar ke saath bhandhaan hona me, unke pita aur bhaai Melchizedek Purohiti aavashyak vastu yogye rehne mein ne swikrat kiya.

Mere pyaare bhaaiyon, humko ek pavitra zimmedaari di gayi hai— Parmeshwaar ka adhikaar dusro ko ashis dene ka. Humko ubhar hona hai jaise ki Parmeshwaar ki har ek purush ko niyukti kiya gaya tha—Parmeshwaar ki purohiti ko bahaduri se rakhe, aavashyak vastu yogye rehne mein ne uski shakti dwara. Us shakti se, hum madad kar sakte hai Uddharkarta ka Dobaara Aana, Ishu Maseeh ka. Yes Unki Girjaghar hai, aaj par Uski bhavishyevakta sanchaalan karta hai, Pradhaan Thomas S. Monson, jo main itna pyaar karta hoon aur samarthan karta hoon. Main gawahi deta hoonIshu Maseeh ke naam se, amen.