2010-2019
“Ek Chunna Hua Bhavishyedarshi Khada Karunga”
October 2016


“Ek Chunna Hua Bhavishyedarshi Khada Karunga”

Kyunki Joseph ek bhavishyevakta tha, humare paas swarg mein ek khidki se bhi adhik hai— anant jeevan ka hi darwaaza hamare liye khula hai.

Jab Moroni pahela Joseph Smith ke paas aaye, usne chetaoni di ki Joseph ke “naam sabhi rashtre par achcha aur bura ke liye se jaana jaega.”1Hum ne us bhavishyvaani ki purnataa dekhi hai. Achche aur bure ki yudd mein, susamachaar ki Punahsthaapna Bhavishyevakta Joseph Smith se ne prerna ki hai donon vishwaasiyon jo unko picha kiya aur unko bhi jo Zion ke saath se gussa se krodhbhibut se ladhta raha aur khudh hi Joseph apne se. Yeh ladai naya nahi hai. Yeh shuru hua tha jab chote Joseph Sacred Grove mein chal raha tha aur aaj bhi ho raha hai internet ke drishyata(visibility) badhanti mein.

Prabhu ne khudh hi Joseph Smith se batlaya:

“Duniya bhar ke log unki naam par puch-taach karenge, unko murkh aur uphaas karenga, aur narak (hell) un par virodh karega.

“Lekin jo Unki haathon ke niche hriday mein pavitrata, bhudhi, aur imaandar rahega salaahaa aur adhikaar aur ashirvaad ko hamesha dhoondhege.”2

Aaj main apni gawahi ko pesh karta hoon un logo ko jo Joseph Smith Jr., Punahasthaapna ki Bhavishyevakta ki pavitra mission ki behtar samajhne mein ko dhoondhte hai.

Humko Joseph ki mission jaise ki woh bhavishyevakta, devdut, aur prakat karne waala, ki gawahi ko pesh karne mein darpok nahi hona chahiye, jaise ki Prabhu ne hamesha bhavishyevakta se praapt karta raha.3Jaise ki Joseph Smith se sachchai punhasthaapit kiya gaya hai, hum aur zyaada jaangaye Swarg ke Pita aur Uddharkarta Ishu Maseeh ke bare mein. Hum Unke ishwariye vishosta ke bare mein jaante hai, Unke rishtedaar dusre se aur hum par, aur mahan paap se mukti ki yojna jo humko anumati karta hai Unke chaya par lautne mein.

Joseph ki, Pradhaan Brigham Young ne ghoshna kiya: “Yah swarg jeevan ke parishdon mein faesla sunaya tha, lambe samay se pahele dharti ki neev rakhi thi, ki woh hi aadmi hona chahiye, is duniya ke antim vyvastha mein, logo ko Parmeshwaar ke vachan ko aage lane aur chaabiyon ki puripurnataa praapt karne ke liye aur Parmeshwaar ke Putra ke Purohiti ki Shakti. Prabhu us par uski nazar tha …[ki unhe] swarg jeevan mein tahraya gaya tha ki yah akhri vyvastha mein adhyaksh karenge.”4

Is mahan kaam ke liye taeyaari mein, Joseph Smith ek pyaara parivaar mein paeda hua tha jo har roz ki bhojh aur jeevan ke parikshan ke kai anubhav kiya. Jaise Joseph paripak(mature) hone laga, woh Parmeshwaar par “gehra aur aksar mehsoos karne laga.” 5 phir bhi woh parspar virodhi dharmik vichaaron se ulachan mein tha apne din ke pracharakon dwara padaya jata hai. Saobhaagye se, chota Joseph ne apne sawaal ko apni vishwaas ko rokhne nahi diya. Unhonne Bible se jawaab khoja aur is salaah mila: “Par yadi tum mein se kisi ko bhudi ki ghati ho to Parmeshwaar se maange, jo binna ulaahana diye sab ko udartaa se deta hai, aur usko di jaayegi.”6

Joseph ne yaad kiya: “Kabhi dharamshaastra ke kisi bhi paarit hone aayaadhik Shakti ke saath aadmi ke dil ko is se khadan ke is samay mein kiya tha. Yaha mahan shakti pravesh karne ke liye lag raha tha mere dil ki har bhavna mein. Main us par phir se aur phir se parilchit hota hai.”7

Saral vishwaas ke saath, Joseph in aadhyatmik bhavnanon par kaam kiya. Unhonne ek sunsaan Jagah paaya,ghutnon pe ghira, “aur Parmeshwaar par [apne] dil ki ichchaon ki peshkash karne ke liye shuru kiya.”8Waha mahan shakti hai Joseph ka varnan mein ki kya hua tha:

“Joseph ne kaha ki wah vastav mein uske sir par prakash ka ek santabh dekha, jo surya ki tulnaa mein ujaala tha, jo dhire-dhire utra jab tak yah us par gir gaya.

“… Joseph ne kaha ki jab parakash us par vikshram kiya wah do Vyaktiyon ko dekha, jiska chamak aur mahima sabhi vivran avhelna karna, use hawaa mein upar khade the. Unmein se ek ne use baat ki thi, use naam se boola rahi hai, aur kaha anye ki aur ishaara karte-Ye Mera Priye Putra Hai, Unko Suno! 9

Joseph Smith ne Parmeshwar, Anant Pita, aur Ishu Maseeh, jo duniya ka Uddhaarkarta aur Muktidaata hai ko dekha. Yeh Joseph ka Pehela Drishti tha .Uske baad ke vaarsho mein, Joseph uphaar aur Parmeshwaar ki shakti se Mormon ki Dharamshastra ka anuwaad kiya. Kai anye swargiye praneeyon use bhent kiya, sachchai aur adhikaar ko punahstaapit kiya hai jo saadiyon mein kho gaya hai. Joseph Smith ko ye divye sanchaar ne swarg ki khidkiyon aur hamare vichaar karne ke liye anant kal ke gaurav khula. Joseph ki jeevan mein ek gawahi ke rup mein khada hai ki agar hum mein se kisi gyaan ki kami hai, hum vishwaas mein Parmeshwaar puchne ke liye aur swargiye praneeyon se kabhi kabhi uttar praapt kar sakte hai—lekin adhik baar Pavitra Aatma ki shakti se, jo prerit vichaaron aur bhavnaon ke maadhyem se hamare liye bolti hai.10 Yah Pavitra Aatma se hai ki hum “sab baaton ki sachchai jaan” sakte hai.” 11

Hum mein se kai, Bhavishyevakta Joseph Smith ke ek gawah shuru hota hai ke rup mein hum Mormon ki Dharmshaastra ko pade. Main paheli baar kavar ki kavar se Mormon ki Dharamshaastra ko pada jab ek chote early morning serminary vidharthi tha. Meri javlant baalakon ka saa kalpanaa ke saath, main agar Joseph Smith the ke rup mein padne ka faesla kiya, sachchaai ko jo Mormon ki Dharamshaastra mein hai ko dekh sakte hai pehela baar. Iska mere jiwan par aysa prabhaao pada ki main Mormon Dharamshaastra ko usi tarah se padta aa raha hoon. Main aksar dekhte hai ki aisaa karne se Bhavishyevakta Joseph ke liye meri prashansaa karaya aur satya ke liye bahumulye pustak mein punahstaapit kiya.

Uddharan ke liye, sochiye anuwaad maarg paapon ki chama ke liye baptisma ke baare mein Joseph ki bhavna ki kalpana. Joseph, jo kaha gaya tha mochuda girjaghar ke kisi bhi shaamil nahi hona, swaabhaveek rup se is bachat dharam vidhi ke baare mein sawaal kiya tha. Uska sawaal unko, ek baar phir se, prarthna karein, aur woh prarthna jo John the Baptist par bhent karne ke liye hua tha, jo Aaronic Purohiti aur baptisma ka adhikaar diya tha.12

Ya vichaar karein ki kaise Joseph mehsoos kar sakta hai jab unko paheli baar pataa chalaa hai ki Ishu Maseeh ne Western Hemisphere ke logon ko bhent kiya-ki Woh unhe sikhlaya, unke liye prarthna ki hai, unke rogiyon ko thik kiya, apne bachche ko ashirvaad kiya, purohiti adhikaar ko pradaan kiya, aur unko prabhubhoj ka prabandh kiya.13 Joseph samay mein ye ehsaas nahi kar sakta, magar dharam vidhi aur Ishu ki pracheen girjaghar ke sanghatan ko jo unhnhe sikha hai unko taeyaar kiya ki baad mein unhe Prabhu ko madad karein ki pritvi par ussi hi Girjaghar ko punahsthaapit karein.

Mormon ki Dharamshaastra ki anuwaad ke daoraan par, Joseph aur uski patni Emma apne shishu bete ki maut par shok prakat kiya. Un dinon mein pracharakon adhik sikhaye ki jo bachche baptisma ke bina mar gaye hamesha ke liye sidhdosh apraadhi honge. Ise dyaan mein rakhte, sochiye ki kaise Joseph ko mehsoos hua jab usne is bhavishyevakta Mormon ki shabdon ko anuwaad kiya: “Bachchon ko na to pashchatap karne ke liye avashyakata hai, na to baptisma  …[Ki] chote bachche to pritvi ki neev ke samay, se Maseeh mein jiwit hai.”14

Shaayad sabse aashchaaryejanak paath Mormon ki Dharamsaastra mein chote Joseph koteesre adhyaye 2  Nephi ki ho sakte hai. Is adhyaye mein ek viklap ke “chunna hua bhavishyedarshi” shaamil hai jo Prabhu antim dinon mein uthaega- bhavishyedarshi ka naam Joseph, pita ke naam par naam diya hai. Is bhavisye bhavishyevakta “atyadhik samamnit kiya jaega” aur apne logon ko “mahan mulye” ka ek kaam karna hoga. Woh “Moses ki tarah mahan hoga” aur Parmeshwaar ke shabd ko lane ke liye shakti milega.15Vichaar karein ki kaise Joseph Smith ko mehssos hua jab ki is bhavishyevaani unke baare mein tha! Woh sirf ithihaas ka anuwaad nahi kiya gaya tha; woh antim dinon ke drishti ko anuwaad kar raha tha, Ishu Maseeh ki susamachaar ki Punahsthaapna ki chamatkaari ka- aur Joseph khudh hi isse pura madad karenga!

Aaj, laghbhag 200 saal baad, ya aasaan hai dekhne ke liye ki kaise is bhavishyevaani ko praapt hua. Hum jaante hai un mahan cheezon ko jo Joseph ne pura kiya hai jaise ki Prabhu ki bhavishyevakta. Magar yaad rakhiye ki jab Joseph is bhavishyevaani ko anuwaad kiya, usne kai cheezon kiya hai jo bhavishyevakta ne purvakatan kiya. Woh sirf ek jawan aadmi tha jo 20’s mein tha. Girjaghar abhi tak aayojit nahi hua tha. Waha par wards ya shaaka nahi tha, na hi pracharakon, aur na hi mandiron. Joseph Smith ko bilkul kisi ne nahi suna hai, aur kai hai jo unko inkar kiya. Ab dekhiye ye mahan kaarye jo Prabhu ne laaya hai Apni sewak Joseph ki haathon se, unpar virodh ke baujood par. Kya is bhavishyevaani ki purnataa se Joseph Smith ki bhavishyevaani -sanbandhi ki pukarne se gawahi hai?

Koi bhi hai jo Joseph Smith ki unki gawahi par sawal puchte hai ya galat bhramak ya satahi ke saath sangrash kar rahe hai apne jeevan aur mantralaye(ministry) ke baare mein ki jaankari, main aap ko fal par vichaar karne ke liye amantrit karta hoon- kai ashirvaad aaye hai hamare paas jo Joseph Smith, Punahsthaapna ki Bhavishyevakta ka chamatkar mission se.

Kyunki Joseph ek bhavishyevakta tha, prakat hone ki kriya aur bhavishyevakta ab ateeth ke baat nahi hai. Chamatkaar, drishti, thik karna, aur devdut dwara dekhrekh ki din-nahi rah gaya hai.16

Kyunki Joseph ek bhavishyevakta tha, hum mein se pratiyek ke paas shakti aur ashirvaad hai pavitra purohiti ka, baptisma ko lekar, Pavitra Aatma ki tohfe, aur prabhubhoj.

Kyunki Joseph ek bhavishyevakta tha, hamare paas ashirvaad aur mandiron ki dharam vidhi hai jo humko bandh dete hai Parmeshwaar ke paas, humko Unki banate hai, aur hamare paas “ishwariye ki shakti” ko vishwarup karenga, “Parmeshwaar ka chehra dekhne” Pita ka bhi, aur rehne ke liye ya sanbhav ek din ke liye kar rahi hai.”17

Kyunki Joseph ek bhavishyevakta tha, hum jaante hai ki vivah aur parivaar avashyaak bhaag hai Parmeshwaar ki khushi ki yojna par. Hum jaante hai ki mandiron ki dharam vidhi aur vaadein se, hamare poshit parivaar ki rishtedaar anant jeevan par tikna.

Kyunki Joseph ek bhavishyevakta tha, hamare paas swarg mein ek khidki se bhi adhik hai—anant jeevan ka hi darwaaze hamare liye khula hai. Hum “kewal sachche Parmeshwaar, aur Ishu Maseeh ko, jisse wah bheja gaya jaante hai.”18 Anant jeevan hamara ho sakta hai.

Sabse adhikash, kyunki Joseph ek bhavishyevakta tha, hamare paas gawah par gawah hai, gawahi par gawahi hai, ki Ishu Maseeh hi Parmeshwaar ka Putra hai aur duniya ka Uddharkarta hai. Hamare paas Ishu Maseeh ki khaas gawahion ke na tutne waala kadi hai, jismein shaamil hain hamare aaj ka bhavishyevakta, Pradhaan Thomas S. Monson; Pratham Adhyakshta ki salaahakar ko, aur Barah ke Parishad Devduton. Unki gawaah ke saath, main apni vinamrata gawahi ko dena chahata hoon: Ishu Maseeh jiwit hai aur Apni Girjaghar ki aguwaai karta hai. Joseph Smith Punahsthaapna ki Bhavishyevakta tha aur hai. Purohiti aur Parmeshwaar ke adhikaar phir se duniya mein agaye hai. Hum nidar hokar hamare Prabhu ki gawah ko ghoshit karta hoon aur is chamatakaarik bhavishyevakta, bhavishyedarshi ke liye aschariye abhar Ishu Maseeh ke pavitra naam se, amen.