2010
Atmanirbhar banna
January 2010


Shikshan Sandesh Bhent, JANUARY 2010

Atmanirbhar banna

In dharamshaastron aur uddharanon ko ya, agar zaroorat pade, dusre siddhaant ko sikhlaiye jo un bahanon ko ashirvaad denge jinse tum bhent karti ho. Dharamsiddhaant ki gawahi dijiye. Jinhein tum sikhlaati ho unhein amantrit kijiye ki unhonne jo mehsoos kiya aur sikha hain unhein baantein.

Atma-nirbharta Kya Hai?

“‘Atma-nirbharta ka matlab hai Swarg ke Pita dwara diye gaye ashirvaadon ka istemaal karna apna poshan karne ke liye aur apne parivaaron aur apne musibaton ke liye hal dhoondhna.’

“Hum atmanirbhar kaise bansakte hai? Hum atmanirbhar bann sakte hai kaafi gyaan haasil karne se, shiksha ,aur dekhne se; paese ko sambhalna aur sampathi ko dheek tareeke se sthamaal karna, dhaarmikta mein bandhe rahana, aapati mein tayyaar rahana aur sambhavyataon; aur shirik swaasth achcha hone se aur samajik aur bhauk rup mein achcha hona.’’1

Julie B. Beck, Sahayak Sanstha maha adhyakshta.

Ek Susamachaar Ki Zimmedaari

“Hum doordrishti se jitey hai aur apne uphaar ko badate hai aur yogyataye, hum aur atmanirbhar bane. Atmanirbhar hamari apni dhaarmik aur shaaririk kalyaan ki zimmedaari udata hai aur uske liye jise Swarg ke Pita ne hamare dekh-bhaal karne ke liye saunpa hai. Sirf jab hum atmanirbhar hotey hai hum sachchai ki udhahran se Udhaarkarta ki sewa aur dosron ko ashirvaad de sakte hai.

“Yah zaroori hai samajhna ki atmanirbhar hona ek ozaar hai laksh ko hasil karne ke liye. Humari antim laksh hai Udhaarkarta ki tarah banna, aur wah laksh dosron ko aswarthi sewa karne se bad sakti hai. Hamare sewa karne ki yoghta badti hai ya hamare atmanirbhar ke sthar ko kam hone se.2

Elder Robert D. Hales Barah Devduton ki Parishad ke.

“Atmanirbhar hamare karye ka parinaam hai aur kalyaan karye ko sahayeta deta hai.Hamare dhaarmic tathapi hamare asthai achchaiyo mein aniwaaryh tatv hai. Sidhaant ke samaanye, Pradhaan Marion G. Romney [1897–1988] ne kaha: ‘Hum uske liye kaam karein jiski hamein zaroorat hai. Hume apne aap par atmanirbhar aur swadheen hona chahiye. Mukti kisi aur niyam se hasil nahi ho sakti. Mukti ek vishesh vishay hai, aur hame zaroor karye kar ke apne liye mukti shaaririk yah aatmik cheezo se milegi.’…

“Pradhaan Spencer W. Kimball [1895–1985]aage padhaya atmanirbharta ke bare me: Woh zimmadariya har ek vyekti ke samajik, bhauk, dharmic, ya aarthik khshiyon ke liye pehle apne aap par, dusra apne privaar par, aur teesra Girjaghar par agar woh ek vishwaasi sadesye par hai nirbhar hona.3

Pradhaan Thomas S. Monson.

Vivaran

  1. “The Welfare Responsibilities of the Relief Society President,” Basic Principles of Welfare and Self-Reliance (2009), 4–5.

  2. “A Gospel Vision of Welfare: Faith in Action,” Basic Principles of Welfare and Self-Reliance (2009), 1–2.

  3. “Guiding Principles of Personal and Family Welfare,” Liahona, Feb. 1987, 3.