2014
Abhi Se—Apne Aap Ko Sabse Behtar Banana
January 2014


Yuva

Abhi Se—Apne Aap Ko Sabse Behtar Banana

Pradhaan Uchtdorf sikhlaatein hai ki “vyaktigat lakshye hamein sabse behtar bana sakta hai.” Apne jiwan ke do ya teen sthaanon par kuch lakshye ko banao, jaise ki shaaririk swaasth, dhaarmik swaasth, aur mitrata mein, uddharan ke taur par. In sthaanon mein is saal tum kya safalta pana chahoge? Jab tum prarthnashilta se kuch lakshye ko socho, dhyaan dharo ki weh praapt karne yogye hai magar tumhe aage badhna zaroori hai. Apne jernal mein, apne lakshye ko puri tarah se likho taaki tum apne badhanti ko dekh sako jab ek saal ho jaaye.