2012
Captain Moroni
January 2012


Bachchein

Captain Moroni

Captain Moroni ke paas himmat tha aaye hua chunaotiyon ka saamna karne ke liye. Woh sachchaai, swantantrata, aur vishwaas se prem karta tha. Usne apna jiwan Nephitiyon ko apne swatantrata ke liye ladne mein bita diya. Tum bhi Captain Moroni ki tarah ban sakte ho chunaotiyon ka saamna himmat se karke. Tum apne khud ka swatantrata ka padwi bana sakte ho woh sab likh kar jo tumhare aur tumhare parivaar ke liye mahatvapurn hai.