2012
Isi Samay Sabhi Kuch Kar sakte Hai
July 2012


Bachchein

Har Koi Vartamaan mein Kuch Kar Sakta Hai

  1. Pradhaan Uchtdorf sikhlata hai ki chahe jo bhi tumhari umra ho, tum auron ki sahayta ke liye kuch kar sakte ho. Apne jernal ya ek kaagaz par, apne uphaar ya chamtaaon ko likhe. Apne maata-pita se pucho unki raae tumhare uphaaron ke baare mein.

  2. Tum apne uphaaron ka istemaal kaise auron ki sahayta karne ke liye kar sakte ho?

  3. Apne uphaaron ke parchi ke ant mein, ek tarika likhe jisse tum is hafte un uphaaron ko kisi ki sahayta mein istemaal karoge.