2015
Kathin Chunaao ke liye Salaah
January 2015


Yuva

Kathin Chunaao ke liye Salaah

Pradhaan Henry B. Eyring, Pratham Adhyakshta ke Pratham Salaahkaar hai, ne us samay ke baare mein batlaya jab unhonne bhavishyevaktaon ke salaah maana tha. Ek maha sammelan ke daoraan, Pradhaan Ezra Taft Benson (1899–1994) ne sadasyon ko karze se bachne ki guzaarish kiya tha — khaaskar girwi karze se.

Pradhaan Eyring ne kaha: “Maine sabha ke baad apni patni se pucha, ‘Kya aysa koi tarika hai jisse hum use bach saktein hain?’ Pehle hum nahi kar sake.” Magar shaam tak usne ek sampatti ko yaad kiya jo kai saalon se weh bach nahi pa rahe the. “Humein Parmeshwar mein vishwaas tha aur … Uske sewakon ke sandesh mein, [to] humne ek fon kiya. … Mujhe jaawab mila us din se aaj tak maine Parmeshwar aur Uske sewakon dwara apne vishwaas ko mazboot kiya hai. Usi din ek aadmi ne Eyring ke sampatti par girwi se kuch zyaada keemat ko lagaya tha. Eyring ke parivaar kuch hi dinon baad karze se mukht ho gaye (dekhiye “Trust in God, Then Go and Do,” Liahona, Nov. 2010, 72–73).

Tum karze mein na hoge, parantu bhavishyevaktaon ke salaah tumhe yaha maarg dein saktein hain aur ab mushkil ke faeslon mein jaese kaarye, shiksha, ek mission, aur dating. Apne parivaar ya saathiyon ke saath baato ki kis tarah bhavishyevakta ke piche chal sakte ho jab tumhe faesla karna hoga.