2015
Mere Parivaar ke saath Aanant tak Juda hua
June 2015


Yuva

Mere Parivaar ke saath Aanant tak Juda hua

Lekhak Utah, USA mein rehta hai.

Jab mujhe teen saal ki umar mein godh liya ja raha tha, meri payeda karne waali maa ne sirf is liye yah godh dene ki fasla ko kiya tha ki agar mere maata-pita Mandir ke siddhanton ko mujhe 12 hone ke baad mein karenge. Usne socha ki mujhe khudh ke liye achcha chunaao karne ki umar mein zaroori hai yah karna, parantu intazaar karna bahot mushkil tha.

Ha, yah mere liye mushkil tha apne kai mitron ko babtisma ko lete hue dekhna jab weh ant saal ki hui, parantu yah jaan kar aur bhi dukh hua ki min apne godh liye mata-pita aur paanch bhaai-bhahanon ke saath 12 tak main bandh nahi sakti thi. Main dar gayi thi ki kahi mujhe kuch hona jaane aur main unke saath bandh nahi sakungi.

Jab main apne 12 ki janam din ki oar badh rahi thi, humne mere baptisma aur parivaar ke saath bandhne ki yogna ki shuruwaat kar diya tha. Mere maata-pita ne mujhe chunne diya tha ki hum kis mandir mein saath bandhenge. Maine humesha socha tha ki San Diego California Mandir hi sabse sundar tha, to humari piri parivaar ne California mein bandhane ko swikaar kiya tha.

Main apne maata-pita aur bhaai-bahanon ke saath anant parivaar ki tarah bandhane ka aur intazaar nahi kar sakti thi. Mere bandhane ke dauraan, maine aatma ko itna ziyada ahesoos kiya tha ki yah shabdon mein bayaan karna bahot mushkil tha. Ab ki main apne parivaar ke saath bandh kayi hoon, meri chinta daya aur shaanti ke saath khatam ho gayi hai, jaantey hue ki main ab unke saath bandh gayi hoon.