2015
Mandir ko Dekhtey Hue
June 2015


Bachchein

Mandir ko Dekhtey Hue

Pradhaan Eying samjhaatein hain ki purohiti ke kaaran, humare paas mandir mein humare parivaar ke saath anant tak ke liye bandhane ka dosra aosar hai. Banaao yah apne pasandida mandir ke ek chitra ko dhoondho aur use us sthaan par rakho jisse tum har din dekh saktey ho. Un cheezon ki suchi ko banaao jo tumhe kisi din mandir jaane mein madad karenge.