2016
daya-dikhane-ka-chunaoti
January 2016


Bachchein

Daya Dikhane Ka Chunaoti

Jab Ishu ne America ke logon se bhent kiya, Usne unhe ek dusre se prem karna aur daya dikhana sikhlaya tha. Tum kya kar sakte ho Ishu ki tarah banne mein aur auron ko prem karne mein? Yeh hai kuch tippaniyaan. Har cheez karne par ek tick kijiye.

  • Tum kisi dukhi vyakti ko gale laga sakte ho.

  • □ Mai kisi ko gupt rup se sewa pradaan kar sakta hoon.

  • □ Mai dayalu banne ke baare mein ek Sammelan ka bhaashan padh ya dekh sakta hoon.

  • □ Mai apne parivaar ke liye ek Praathmik ka geet gaa sakta hoon.

  • □ Mai kisi tanha dikhne waale vyakti ko dekhkar muskura sakta hoon.

  • □ Mai___________________________________ sakta hoon.

  • □ Mai___________________________________ sakta hoon.