2010
Apna Sabse Sundar Geet Gaaiye
June 2010


Bachchein

Apna Sabse Sundar Geet Gaaiye

Pradhaan Monson ne Bahan McKee ke teen choti peeli chidiyon ke baare mein batlaaya. Do puri tarah se peele the. Woh sampurn dikhte the! Teesra sampurn nahin dikhta tha kyunki unke pankhon par bhure dhabbe the. Magar Bahan McKee usse pyaar karti thi kyunki woh itni achchi tarah gaata tha.

Kuch log mehsoos karte hay ki woh auron ki tarah utne sundar ya buddhimaan nahin. Magar har vyakti Prabhu ke liye mein anmol hay. Hum vishwaasi aur bahadur ho sakte hay aur apne gunon se dusron ki sewa kar sakte hay. Tab hum us choti peeli chidiyaan ki tarah hay jiske pankh mein bhura rang tha. Hum sampurn nahin hay, magar hum apna sabse sundar geet gaa rahein hain!

Teen tarike likhiye tum Prabhu ke liye apna sabse sundar geet gaa sakti ho.

Main Prabhu ke liye apna sabse sundar geet gaa sakti hoon yeh karne dwara: